हमने तुमको दिल ये दे दिया ये भी न पूछा कौन हो तुम्
हमने तुमको दिल ये दे दिया ये भी न पूछा कौन हो तुम
ये फ़ैसला जो दिल ने किया तो ये भी न सोचा कौन हो तुम
हमने तुमको दिल ये …
दिल है कि मानता नहीं इस दिल पे किसका ज़ोर है
तेरी ओर खिंचा जा रहा हूँ जाने ये कैसी डोर है
तुमको है कुछ हो गया आहों पे आहें भरते हो
दीवाने हो तुम दीवाने दीवानी बात करते हो
हम तो चलो दीवाने सही पर अपनी बताओ कौन हो तुम
अरे हमने तुमको दिल ये …
ये फ़ैसला जो दिल ने किया तब ये भी न सोचा कौन हो तुम
तुम पे यकीन आ गया ये कैसा ऐतबार है
क्या है ये दिल की बेबसी या नाम इसका प्यार है
यूँ ही नहीं बेचैन हूँ यूँ ही नहीं बेताब हूँ
तुमने देखा था जो कल मानो वही मैं ख्वाब हूँ
आँखों ने आँखों में देखकर ये पहचाना कौन हो तुम
हमने तुमको दिल ये …
hamne tumko dil ye de diyā ye bhī na pūchhā kaun ho tum
ye faislā jo dil ne kiyā to ye bhī na sochā kaun ho tum
hamne tumko dil ye …
dil hai ki māntā nahīṅ is dil pe kiskā zor hai
terī or khiṅchā jā rahā hūṇ jāne ye kaisī ḍor hai
tumko hai kuchh ho gayā āhoṅ pe āheṅ bharte ho
dīvāne ho tum dīvāne dīvānī bāt karte ho
ham to chalo dīvāne sahī par apnī batāo kaun ho tum
are hamne tumko dil ye …
ye faislā jo dil ne kiyā tab ye bhī na sochā kaun ho tum
tum pe yakīn ā gayā ye kaisā aitbār hai
kyā hai ye dil kī bebsī yā nām iskā pyār hai
yūṇ hī nahīṅ bechain hūṇ yūṇ hī nahīṅ betāb hūṇ
tumne dekhā thā jo kal māno vahī maiṅ khvāb hūṇ
āṇkhoṅ ne āṇkhoṅ meṅ dekhkar ye pahchānā kaun ho tum
hamne tumko dil ye …