Hamne tumko dekhaa, tumne hamko dekhaa, aise

हमने तुमको देखा, तुमने हमको देखा, ऐसे
Year
Language

हमने तुमको देखा, तुमने हमको देखा, ऐसे
हम तुम सनम, सातो जनम, मिलते रहे हो जैसे

आँखों का रह रह के मिलना, मिलके झुक जाना
कर देती हैं यही अदाए, दिल को दीवाना
हुआ यूँ सामना, पडा दिल थामना

बसते बसते बस जायेगी, इस दिल की बस्ती
तब ही जीवन में आयेगी, प्यार भरी मस्ती
हमारी दास्ताँ, कहेगा ये जहां

hamne tumko dekhā, tumne hamko dekhā, aise
ham tum sanam, sāto janam, milte rahe ho jaise

āṇkhoṅ kā rah rah ke milnā, milke jhuk jānā
kar detī haiṅ yahī adāe, dil ko dīvānā
huā yūṇ sāmnā, paḍā dil thāmnā

baste baste bas jāyegī, is dil kī bastī
tab hī jīvan meṅ āyegī, pyār bharī mastī
hamārī dāstāṇ, kahegā ye jahāṅ