हमने की आरज़ू तो हमें क्या मिला
हमने की आरज़ू तो हमें क्या मिला
ओ प्यार की मंज़िलें पाएगा दिल तेरा
झूठे सारे ख्वाब हमें ना दिखा
सच्चे तेरे ख्वाब हैं पल दो पल ठहर जा
हो हमने की आरज़ू …
नदियां खुद चल के प्यासों के पास आएँगी
बन के काली घटा ज़ुल्फ़ें लहराएँगी
नदियां आते आते रस्ता बदल जाती हैं
बदलियां बरसे बिन आगे निकल जाती हैं
हो पाएगी ज़िंदगी एक दिन हर खुशी
झूठे सारे ख्वाब …
सपनों की नगरी में दिल तो गया था बहल
अब ये जाना कि थे रेत के वो महल
दिल के रस्ते पे करते रहो तुम सफ़र
अगले ही मोड़ पे प्यार का है नगर
ओ आसमां ये ज़मीं कुछ नहीं कुछ नहीं
सच्चे तेरे ख्वाब …
hamne kī ārazū to hameṅ kyā milā
o pyār kī maṅzileṅ pāegā dil terā
jhūṭhe sāre khvāb hameṅ nā dikhā
sachche tere khvāb haiṅ pal do pal ṭhahar jā
ho hamne kī ārazū …
nadiyāṅ khud chal ke pyāsoṅ ke pās āeṇgī
ban ke kālī ghaṭā zulfeṅ lahrāeṇgī
nadiyāṅ āte āte rastā badal jātī haiṅ
badliyāṅ barse bin āge nikal jātī haiṅ
ho pāegī ziṅdgī ek din har khuśhī
jhūṭhe sāre khvāb …
sapnoṅ kī nagrī meṅ dil to gayā thā bahal
ab ye jānā ki the ret ke vo mahal
dil ke raste pe karte raho tum safar
agle hī moṛ pe pyār kā hai nagar
o āsmāṅ ye zamīṅ kuchh nahīṅ kuchh nahīṅ
sachche tere khvāb …