Hamko to yaaraa teree yaaree jaan se pyaaree

हमको तो यारा तेरी यारी जान से प्यारी
Year
Language

कि: हमको तो यारा तेरी यारी जान से प्यारी
तू चाहे तोड़ दे
तुझको दीवाना ( कैसे छोड़ दे ) -2
ए हमको तो यारा …

दिल के हीरे मोती आजा मेरे दिल में आ
तू है दौलत मेरी आ मेरी मंज़िल में आ
ऐ मेरी तमन्ना तू कहीं न जा हाय रे हाय कहीं न जा
ए दिल के हीरे मोती …
हमको तो यारा …

आ: हो गया तुम्हारा जब मेरी बाँहों का हार
बेच भी डालो तो मेरा क्‌या है दिलदार
मैं तो इतना जानूँ मुझको है तुमसे प्यार हाय रे हाय तुमसे प्यार
कि: हमको तो यारा तेरी यारी
आ: दिलबर
कि: जान से प्यारी
आ: दिलबर
तू चाहे तोड़ दे
तुझको दीवाना ( कैसे छोड़ दे ) -2

ki: hamko to yārā terī yārī jān se pyārī
tū chāhe toṛ de
tujhko dīvānā ( kaise chhoṛ de ) -2
e hamko to yārā …

dil ke hīre motī ājā mere dil meṅ ā
tū hai daulat merī ā merī maṅzil meṅ ā
ai merī tamannā tū kahīṅ na jā hāy re hāy kahīṅ na jā
e dil ke hīre motī …
hamko to yārā …

ā: ho gayā tumhārā jab merī bāṇhoṅ kā hār
bech bhī ḍālo to merā k‌yā hai dildār
maiṅ to itnā jānūṇ mujhko hai tumse pyār hāy re hāy tumse pyār
ki: hamko to yārā terī yārī
ā: dilbar
ki: jān se pyārī
ā: dilbar
tū chāhe toṛ de
tujhko dīvānā ( kaise chhoṛ de ) -2