हमको सिर्फ़ तुमसे प्यार है
हमको सिर्फ़ तुमसे प्यार है
कह रही है दिल की बेखुदी बस तुम्हारा इंतज़ार है
हमको सिर्फ़ तुमसे …
ढूंढते हैं हम तुमको दर ब दर
जाने कब कहां मिलोगे हमसे हमसफ़र
कैसी दूरियां कैसा फ़ासला
हम यहां पे आए सुन के प्यार की सदा
अब ना तुमसे दूर होंगे हम
तुम पे दिल क्या जां निसार है
हमको सिर्फ़ तुमसे …
जागते रहे हम तो रात भर
एक लम्हा एक पल भी सोई न नज़र
तुम निगाह में तुम ख्याल में
हाल है बुरा हमारा ऐसे हाल में
यूं तो हमपे न करो सितम
हमको तुम पे ऐतबार है
कह रही है दिल की …
hamko sirf tumse pyār hai
kah rahī hai dil kī bekhudī bas tumhārā iṅtazār hai
hamko sirf tumse …
ḍhūṅḍhte haiṅ ham tumko dar ba dar
jāne kab kahāṅ miloge hamse hamasafar
kaisī dūriyāṅ kaisā fāslā
ham yahāṅ pe āe sun ke pyār kī sadā
ab nā tumse dūr hoṅge ham
tum pe dil kyā jāṅ nisār hai
hamko sirf tumse …
jāgte rahe ham to rāt bhar
ek lamhā ek pal bhī soī na nazar
tum nigāh meṅ tum khyāl meṅ
hāl hai burā hamārā aise hāl meṅ
yūṅ to hampe na karo sitam
hamko tum pe aitbār hai
kah rahī hai dil kī …