हमको तो इश्क़ आपका ऐसे सता रहा है
हमको तो इश्क़ आपका ऐसे सता रहा है
रुक रुक के तीर जैसे सीने में जा रहा है
हमको तो …
ऐसे कसे हैं ताने दुनिया ने हमपे यार
शबनम पे जैसे कोई शोले गिरा रहा है
हमको तो …
किस हाल में जियेंगे किस हाल में मरेंगे
तेरा इश्क़ यारा हमको सब कुछ बता रहा है
हमको तो …
लगता है आज हमको ले डूबेंगे दो इशारे
इक है तेरी नज़र में इक मौसम बता रहा है
हमको तो …
hamko to iśhq āpkā aise satā rahā hai
ruk ruk ke tīr jaise sīne meṅ jā rahā hai
hamko to …
aise kase haiṅ tāne duniyā ne hampe yār
śhabnam pe jaise koī śhole girā rahā hai
hamko to …
kis hāl meṅ jiyeṅge kis hāl meṅ mareṅge
terā iśhq yārā hamko sab kuchh batā rahā hai
hamko to …
lagtā hai āj hamko le ḍūbeṅge do iśhāre
ik hai terī nazar meṅ ik mausam batā rahā hai
hamko to …