Hamko huaa hai pyaar bataao ham k‌yaa karen

हमको हुआ है प्यार बताओ हम क्‌या करें
Work
Year
Language

हमको हुआ है प्यार बताओ हम क्‌या करें
अब जीना हुआ दुश्वार बताओ हम क्‌या करें
हमको हुआ है प्यार …

हमने तुम्हें देखा सनम दिल दीवाना हो गया
आँख लड़ी बात बढ़ी चैन कहीं खो गया
हमको मोहब्बत में मिलीं इतनी बेकरारियाँ
अब तो सही जाएं न कहीं थोड़ी सी भी दूरियाँ
अरे नैना हुए हैं चार बताओ हम क्‌या करें
हमको हुआ है प्यार …

कोई यहाँ कुछ भी कहे हम नहीं मानेंगे
दर्द-ए-जिगर क्‌या है सनम लोग नहीं जानेंगे
सारा जहाँ भूल गए हम दीवानेपन में
हमने बसाया है तुम्हें दिलरुबा दर्पण में
लो हमने किया इकरार बताओ हम क्‌या करें
हमको हुआ है प्यार …

hamko huā hai pyār batāo ham k‌yā kareṅ
ab jīnā huā duśhvār batāo ham k‌yā kareṅ
hamko huā hai pyār …

hamne tumheṅ dekhā sanam dil dīvānā ho gayā
āṇkh laṛī bāt baṛhī chain kahīṅ kho gayā
hamko mohabbat meṅ milīṅ itnī bekrāriyāṇ
ab to sahī jāeṅ na kahīṅ thoṛī sī bhī dūriyāṇ
are nainā hue haiṅ chār batāo ham k‌yā kareṅ
hamko huā hai pyār …

koī yahāṇ kuchh bhī kahe ham nahīṅ māneṅge
dard-e-jigar k‌yā hai sanam log nahīṅ jāneṅge
sārā jahāṇ bhūl gae ham dīvānepan meṅ
hamne basāyā hai tumheṅ dilrubā darpaṇ meṅ
lo hamne kiyā ikrār batāo ham k‌yā kareṅ
hamko huā hai pyār …