हमें काश तुम से मुहब्बत न होती
हमें काश तुम से मुहब्बत न होती
कहानी हमारी हक़ीकत न होती
न दिल तुम को देते न मजबूर होते
न दुनिया न दुनिया के दस्तूर होते
क़यामत से पहले क़यामत न होती
हमीं बढ़ गये इश्क़ में हद से आगे
ज़माने ने ठोकर लगायी तो जागे
अगर मर भी जाते तो हैरत न होती
तुम्हीं फूँक देते नशेमन हमारा
मुहब्बत पे अहसान होता तुम्हारा
ज़माने से कोइ शिकायत न होती
hameṅ kāśh tum se muhabbat na hotī
kahānī hamārī haqīkat na hotī
na dil tum ko dete na majbūr hote
na duniyā na duniyā ke dastūr hote
qayāmat se pahle qayāmat na hotī
hamīṅ baṛh gaye iśhq meṅ had se āge
zamāne ne ṭhokar lagāyī to jāge
agar mar bhī jāte to hairat na hotī
tumhīṅ phūṇk dete naśheman hamārā
muhabbat pe ahsān hotā tumhārā
zamāne se koi śhikāyat na hotī