Hameen se muhabbat hameen se laraaee

हमीं से मुहब्बत हमीं से लड़ाई
Work
Year
Language

हमीं से मुहब्बत हमीं से लड़ाई
अरे मार डाला दुहाई दुहाई
अभी नासमझ हो उठाओ न ख़ंजर - 2
कहीं मुड़ न जाये तुम्हारी कलाई

सितम आज मुझ पर जो तुम ढा रही हो हो
बड़ी ख़ूबसूरत नज़र आ रही हो
ये जी चाहता है के ख़ुद जान दे दूँ -2
मुहब्बत में आये न तुम पर बुराई

हमें हुस्न की हर अदा है गवारा
हसीनों का ग़ुस्सा भी लगता है प्यारा
उधर तुम ने तीर-ए-नज़र दिल पे मारा - 2
इधर हमने भी जान पर चोट खाई

[ई मय बे व्रोन्ग अबोउत थिस लस्त लिने]

करो ख़ून तुम यूँ न मेरे जिगर का
बस इक वार काफ़ी है तिर्छी नज़र का
यही प्यार को आज़माने के दिन हैं - 2
किये जाओ हम से यूँ ही बेवफ़ाई

hamīṅ se muhabbat hamīṅ se laṛāī
are mār ḍālā duhāī duhāī
abhī nāsmajh ho uṭhāo na khaṅjar - 2
kahīṅ muṛ na jāye tumhārī kalāī

sitam āj mujh par jo tum ḍhā rahī ho ho
baṛī khūbsūrat nazar ā rahī ho
ye jī chāhtā hai ke khud jān de dūṇ -2
muhabbat meṅ āye na tum par burāī

hameṅ husn kī har adā hai gavārā
hasīnoṅ kā ġhussā bhī lagtā hai pyārā
udhar tum ne tīr-e-nazar dil pe mārā - 2
idhar hamne bhī jān par choṭ khāī

[ī may be vrong about this last line]

karo khūn tum yūṇ na mere jigar kā
bas ik vār kāfī hai tirchhī nazar kā
yahī pyār ko āzmāne ke din haiṅ - 2
kiye jāo ham se yūṇ hī bevafāī