Hamdam mere maan bhee jaao

हमदम मेरे मान भी जाओ
Work
Year
Language

हमदम मेरे मान भी जाओ, कहना मेरे प्यार का
हलका हलका, सुर्ख लबों पे, रंग तो है इकरार का

प्यार मोहब्बत की हवा पहले चलती है
फिर एक लट इन्कार की रुख़ पे ढलती है
ये सच है कम से कम तो ऐ मेरे सनम
लटें चेहरे से सरकाओ, तमन्ना आँखे मलती है

तुम से मिल मिल के सबा दुनिया महकाये
बादल ने चोरी किये आँचल के साये
ये सच है कम से कम तो ऐ मेरे सनम
चुरा लूँ मैं भी दो जलवे, मेरा अरमां भी रह जाये

hamdam mere mān bhī jāo, kahnā mere pyār kā
halkā halkā, surkh laboṅ pe, raṅg to hai ikrār kā

pyār mohabbat kī havā pahle chaltī hai
phir ek laṭ inkār kī rukh pe ḍhaltī hai
ye sach hai kam se kam to ai mere sanam
laṭeṅ chehre se sarkāo, tamannā āṇkhe maltī hai

tum se mil mil ke sabā duniyā mahkāye
bādal ne chorī kiye āṇchal ke sāye
ye sach hai kam se kam to ai mere sanam
churā lūṇ maiṅ bhī do jalve, merā armāṅ bhī rah jāye