Toote hue dil ko ulfat kaa bas itnaa fasaanaa

तूटे हुए दिल को उल्फ़त का बस इतना फ़साना
Year
Language

टूटे हुए दिल को उल्फ़त का बस इतना फ़साना याद रहा
बस इतना फ़साना याद रहा टूटे हुए दिल को उल्फ़त का

मैं सारा ज़माना भूल गया -2
इक उनकी दुनिया याद रही -2
वो मेरी ही दुनिया भूल गया
और सारा ज़माना याद रहा
टूटे हुए दिल को …

जाना था उन्हें चले जाते -2
पर याद भी अपनी ले जाते
क्‌यों आग बुझाना भूल गए
और आग लगाना याद रहा
टूटे हुए दिल को …

ṭūṭe hue dil ko ulfat kā bas itnā fasānā yād rahā
bas itnā fasānā yād rahā ṭūṭe hue dil ko ulfat kā

maiṅ sārā zamānā bhūl gayā -2
ik unkī duniyā yād rahī -2
vo merī hī duniyā bhūl gayā
aur sārā zamānā yād rahā
ṭūṭe hue dil ko …

jānā thā unheṅ chale jāte -2
par yād bhī apnī le jāte
k‌yoṅ āg bujhānā bhūl gae
aur āg lagānā yād rahā
ṭūṭe hue dil ko …