हमारी साँसों में आज तक, वो हिना की खुशबू महक रही है
हमारी साँसों में आज तक
वो हिना की खुशबू महक रही है
लबों पे नगमें मचल रहे हैं
नज़र से मस्ती झलक रही है
तड़प मेरे बेकरार दिल की
कभी तो उन पे असर करेगी
कभी तो वो भी जलेंगे इस में
जो आग दिल में दहक रही है
वो मेरे नज़दीक आते आते
हया से इक दिन सिमट गये थे
मेरे खयालों में आज तक
वो बदन की डाली लचक रही है
सदा जो दिल से निकल रही है
वो शायर-ओ-नग़मों में ढल रही है
कि दिल के आंगन में जैसे कोई
ग़ज़ल की झांझर छनक रही है
hamārī sāṇsoṅ meṅ āj tak
vo hinā kī khuśhbū mahak rahī hai
laboṅ pe nagmeṅ machal rahe haiṅ
nazar se mastī jhalak rahī hai
taṛap mere bekrār dil kī
kabhī to un pe asar karegī
kabhī to vo bhī jaleṅge is meṅ
jo āg dil meṅ dahak rahī hai
vo mere nazdīk āte āte
hayā se ik din simaṭ gaye the
mere khayāloṅ meṅ āj tak
vo badan kī ḍālī lachak rahī hai
sadā jo dil se nikal rahī hai
vo śhāyar-o-naġhmoṅ meṅ ḍhal rahī hai
ki dil ke āṅgan meṅ jaise koī
ġhazal kī jhāṅjhar chhanak rahī hai