हमारे सिवा तुम्हारे और कितने दीवाने हैं
कि: हमारे सिवा तुम्हारे और कितने दीवाने हैं
ल: क़सम से किसी को नहीं मैं जानती
कि: अच्छा
ल: और किसी को नहीं पहचानती
कि: छोड़ो-छोड़ो ये तो बहाने हैं
हमारे सिवा तुम्हारे …
ख़ूबसूरती और वफ़ा
देखीं न दोनों एक जगह हाँ देखीं न दोनों एक जगह
ल: होते हैं मर्द बड़े शक़्क़ी
बात है ये बिल्कुल पक्की
कि: भोली सी आती हो नज़र हाँ हाँ भोली सी आती हो नज़र
हो चंचल चालाक मगर
ल: औरत का दिल जाने नहीं
आप हमें पहचाने नहीं
कि: छोड़ो-छोड़ो हम भी सयाने हैं
हमारे सिवा तुम्हारे …
तुम हो परेशाँ किस ग़म से
राज़-ए-दिल कह दो हम से हाँ राज़-ए-दिल कह दो हम से
ल: अपनी कहो छोड़ो मेरी
करते हो क्यों हेरा-फेरी
कि: यारों पे तोहमत लगाते नहीं
सबको निशाना बनाते नहीं
ल: ख़ुद हरजाई भौँरे हो तुम
एक जगह कब ठहरे हो तुम
कि: छोड़ो-छोड़ो हम तो परवाने हैं
हमारे सिवा तुम्हारे …
ki: hamāre sivā tumhāre aur kitne dīvāne haiṅ
la: qasam se kisī ko nahīṅ maiṅ jāntī
ki: achchhā
la: aur kisī ko nahīṅ pahchāntī
ki: chhoṛo-chhoṛo ye to bahāne haiṅ
hamāre sivā tumhāre …
khūbsūrtī aur vafā
dekhīṅ na donoṅ ek jagah hāṇ dekhīṅ na donoṅ ek jagah
la: hote haiṅ mard baṛe śhaqqī
bāt hai ye bilkul pakkī
ki: bholī sī ātī ho nazar hāṇ hāṇ bholī sī ātī ho nazar
ho chaṅchal chālāk magar
la: aurat kā dil jāne nahīṅ
āp hameṅ pahchāne nahīṅ
ki: chhoṛo-chhoṛo ham bhī sayāne haiṅ
hamāre sivā tumhāre …
tum ho pareśhāṇ kis ġham se
rāz-e-dil kah do ham se hāṇ rāz-e-dil kah do ham se
la: apnī kaho chhoṛo merī
karte ho kyoṅ herā-pherī
ki: yāroṅ pe tohmat lagāte nahīṅ
sabko niśhānā banāte nahīṅ
la: khud harjāī bhauṇre ho tum
ek jagah kab ṭhahre ho tum
ki: chhoṛo-chhoṛo ham to parvāne haiṅ
hamāre sivā tumhāre …