Hamaare dil se na jaanaa

हमारे दिल से न जाना
Year
Language

हमारे दिल से न जाना,धोका न खाना,दुनिया बड़ी बेइमां
ओ पिया दुनिया बदी बेइमां
हमारे दिल से न जाना,धोका न खाना,दुनिया बड़ी बेइमां
हमारे

(मैं हूं जी प्यार की पहली निशानी)-2
(आँखों से आज कहूं दिल की कहानी)-2
ओऽऊऽ सुन लो जी पैंया पड़ूँ होऽऊऽ
(देखो जी विनती करूं)-2
होऽऊऽ,हमारे घर लाज निभाना
दिल न दुखाना
बलमा कहना मेरा मान
ऊऽ पिया दुनिया बड़ी बेइमां
हमारे …

(मीठे दो बोल यहां,मुशकिल है बोलना)-2
(दुनिया की रीत्(?) कभी,मन के न खोलना)-2
ओऽऊऽ झूटी है प्रीत यहां,होऽऊऽ
(कोई न मीत यहां)-2
होऽऊऽ,बुरा है आज ज़माना
टूटे जिया ना
उलझन में है मेरी जान
ऊऽ पिया दुनिया बड़ी बेइमां
हमारे …

hamāre dil se na jānā,dhokā na khānā,duniyā baṛī beimāṅ
o piyā duniyā badī beimāṅ
hamāre dil se na jānā,dhokā na khānā,duniyā baṛī beimāṅ
hamāre

(maiṅ hūṅ jī pyār kī pahlī niśhānī)-2
(āṇkhoṅ se āj kahūṅ dil kī kahānī)-2
o'ū' sun lo jī paiṅyā paṛūṇ ho'ū'
(dekho jī vintī karūṅ)-2
ho'ū',hamāre ghar lāj nibhānā
dil na dukhānā
balmā kahnā merā mān
ū' piyā duniyā baṛī beimāṅ
hamāre …

(mīṭhe do bol yahāṅ,muśhkil hai bolnā)-2
(duniyā kī rīt(?) kabhī,man ke na kholnā)-2
o'ū' jhūṭī hai prīt yahāṅ,ho'ū'
(koī na mīt yahāṅ)-2
ho'ū',burā hai āj zamānā
ṭūṭe jiyā nā
uljhan meṅ hai merī jān
ū' piyā duniyā baṛī beimāṅ
hamāre …