हमारे देश में कहते ... हमने गाँव के पनघट पे
हमारे देश में कहते थे हर लड़की हिन्दुस्तानी
या राधा है या सीता है या झाँसी की रानी
रामा हो रामा -3
हमने गाँव के पनघट पे भई
हमने गाँव के पनघट पे देखी थी पनिहारियाँ
चक्कर खा गए हम तो रे भैया देख शहर की नारियाँ
हो हो
यहाँ सड़के हैं वहाँ गलियाँ थीं
यहाँ काँटे हैं वहाँ कलियाँ थीं
वहाँ टांगा था यहाँ टमटम है
वहाँ गोरी थी यहाँ madam है
वहाँ पायल थी यहाँ sandal है
वहाँ झूमर था यहाँ pandel है
वहाँ घूँघट था यहाँ जलवा है
वहाँ शान्ति थी यहाँ बलवा है
बात-बात पे करती हैं ये लड़ने की तैयारियाँ
चक्कर खा गए हम …
कोई बुलबुल है कोई तितली कोई शोला है कोई बिजली है
कोई M.A. है कोई B.A. है कोई-कोई तो P.A. है
बस नाम ही तो एक असली है बाक़ी जो है सब नक़ली है
कैसी डोली क्या बाराती ख़ुद चुन लें ये जीवन-साथी
( शादी से पहले करती हैं ) -2 अक्सर प्रेम कुवाँरियाँ
चक्कर खा गए हम …
hamāre deśh meṅ kahte the har laṛkī hindustānī
yā rādhā hai yā sītā hai yā jhāṇsī kī rānī
rāmā ho rāmā -3
hamne gāṇv ke panghaṭ pe bhaī
hamne gāṇv ke panghaṭ pe dekhī thī panihāriyāṇ
chakkar khā gae ham to re bhaiyā dekh śhahar kī nāriyāṇ
ho ho
yahāṇ saṛke haiṅ vahāṇ galiyāṇ thīṅ
yahāṇ kāṇṭe haiṅ vahāṇ kaliyāṇ thīṅ
vahāṇ ṭāṅgā thā yahāṇ ṭamṭam hai
vahāṇ gorī thī yahāṇ madam hai
vahāṇ pāyal thī yahāṇ sandal hai
vahāṇ jhūmar thā yahāṇ pandel hai
vahāṇ ghūṇghaṭ thā yahāṇ jalvā hai
vahāṇ śhānti thī yahāṇ balvā hai
bāt-bāt pe kartī haiṅ ye laṛne kī taiyāriyāṇ
chakkar khā gae ham …
koī bulbul hai koī titlī koī śholā hai koī bijlī hai
koī M.A. hai koī B.A. hai koī-koī to P.A. hai
bas nām hī to ek aslī hai bāqī jo hai sab naqlī hai
kaisī ḍolī kyā bārātī khud chun leṅ ye jīvan-sāthī
( śhādī se pahle kartī haiṅ ) -2 aksar prem kuvāṇriyāṇ
chakkar khā gae ham …