हम तुम मिले यूँ प्यार में मिटने लगीं तन्हाईयाँ
हम तुम मिले यूँ प्यार में मिटने लगीं तन्हाईयाँ
अब हैं नहीं कुछ फ़ासले बस प्यार ही है दरमियाँ
हम तुम मिले …
किस्मत में ही था तुम से मिलना
प्यार बना प्यारा बहाना
हो मुहब्बत निगाहों में पलने लगी
तुझे ज़िंदगी कह के बुलाने लगी
मेरी प्रिया मेरी प्रिया ओ मेरी प्रिया
हम तुम मिले …
दुनिया रहेगी जब तक ए हमदम
यूँ ही रहेंगे तेरे सदा हम
हो मोहब्बत दुआएँ करने लगी
सातों जनम ये माँगने लगी
तुझे प्रिया मेरी प्रिया ओ मेरी प्रिया ओ
हम तुम मिले …
हम तुम मिले यूँ प्यार में मिटने लगीं तन्हाईयाँ
अब हैं नहीं कुछ फ़ासले बस प्यार ही है दरमियाँ
हम तुम मिले …
किस्मत में ही था तुम से मिलना
प्यार बना प्यारा बहाना
हो मुहब्बत निगाहों में पलने लगी
खुशियों में ही फिर बदलने लगी
उदासियाँ मेरे पिया ओ पिया
हम तुम मिले …
ham tum mile yūṇ pyār meṅ miṭne lagīṅ tanhāīyāṇ
ab haiṅ nahīṅ kuchh fāsle bas pyār hī hai darmiyāṇ
ham tum mile …
kismat meṅ hī thā tum se milnā
pyār banā pyārā bahānā
ho muhabbat nigāhoṅ meṅ palne lagī
tujhe ziṅdgī kah ke bulāne lagī
merī priyā merī priyā o merī priyā
ham tum mile …
duniyā rahegī jab tak e hamdam
yūṇ hī raheṅge tere sadā ham
ho mohabbat duāeṇ karne lagī
sātoṅ janam ye māṇgne lagī
tujhe priyā merī priyā o merī priyā o
ham tum mile …
ham tum mile yūṇ pyār meṅ miṭne lagīṅ tanhāīyāṇ
ab haiṅ nahīṅ kuchh fāsle bas pyār hī hai darmiyāṇ
ham tum mile …
kismat meṅ hī thā tum se milnā
pyār banā pyārā bahānā
ho muhabbat nigāhoṅ meṅ palne lagī
khuśhiyoṅ meṅ hī phir badalne lagī
udāsiyāṇ mere piyā o piyā
ham tum mile …