हम तेरे आसरे ... ओम जय जगदीश हरे
अपनी मर्यादा है पावन ये घर अपना
इस घर में देखा है हमने क्या क्या सपना
जैसे पूजा का मंदिर से
जैसे किरणों का अम्बर से
ऐसा अपना नाता
हम तेरे आसरे ओ हम तेरे आसरे
ओम जय जगदीश हरे स्वामी जय जगदीश हरे
भक्त जनों के संकट दास जनों के संकट
पल में दूर करे
ओम जय जगदीश हरे
सत कर्मों के पथ पर जाएं मन में रहे भलाई
दुष्कर्मों की बात ना सोचें हम ना करें बुराई
रग रग में हो तेरी भक्ति
दे दे हमको इतनी शक्ति
दाता सच कहने से दिल कभी ना डरे
हम तेरे आसरे …
ओम जय जगदीश हरे …
समय कोई भी आए जाए कोई भी मौसम हो
सारा जीवन अंतर्मन से प्रेम कभी ना कम हो
इक दूजे का बल बन जाएँ
वक़्त पड़े तो प्राण लुटाएँ
सुख दुःख साथ है सहना हम रहें ना परे
हम तेरे आसरे …
ओम जय जगदीश हरे …
नैनों में विश्वास भरा है अधरों पर सच्चाई
इस धरती पे कहीं न होगा तेरे जैसा भाई
हम तेरी हर बात को मानें
तुझको अपना सब कुछ जानें
तोड़ें ना ये वादा साथ मिलके चलें
हम तेरे आसरे …
ओम जय जगदीश हरे …
टूट गई मंदिर की मूरत रूठ गए भगवान
तरुवर का हर तिनका बिखरा चमन हुआ वीरान
उजड़ गया सब राम दुहाई
जाने किसने नज़र लगाई
चोट लगी सीने पे घाव कैसे भरे
हम तेरे आसरे …
ओम जय जगदीश हरे …
apnī maryādā hai pāvan ye ghar apnā
is ghar meṅ dekhā hai hamne kyā kyā sapnā
jaise pūjā kā maṅdir se
jaise kirṇoṅ kā ambar se
aisā apnā nātā
ham tere āsre o ham tere āsre
om jay jagdīśh hare svāmī jay jagdīśh hare
bhakta janoṅ ke saṅkaṭ dās janoṅ ke saṅkaṭ
pal meṅ dūr kare
om jay jagdīśh hare
sat karmoṅ ke path par jāeṅ man meṅ rahe bhalāī
duṣhkarmoṅ kī bāt nā socheṅ ham nā kareṅ burāī
rag rag meṅ ho terī bhakti
de de hamko itnī śhakti
dātā sach kahne se dil kabhī nā ḍare
ham tere āsre …
om jay jagdīśh hare …
samay koī bhī āe jāe koī bhī mausam ho
sārā jīvan aṅtarman se prem kabhī nā kam ho
ik dūje kā bal ban jāeṇ
vaqt paṛe to prāṇ luṭāeṇ
sukh duḥakh sāth hai sahnā ham raheṅ nā pare
ham tere āsre …
om jay jagdīśh hare …
nainoṅ meṅ viśhvās bharā hai adhroṅ par sachchāī
is dhartī pe kahīṅ na hogā tere jaisā bhāī
ham terī har bāt ko māneṅ
tujhko apnā sab kuchh jāneṅ
toṛeṅ nā ye vādā sāth milke chaleṅ
ham tere āsre …
om jay jagdīśh hare …
ṭūṭ gaī maṅdir kī mūrat rūṭh gae bhagvān
taruvar kā har tinkā bikhrā chaman huā vīrān
ujaṛ gayā sab rām duhāī
jāne kisne nazar lagāī
choṭ lagī sīne pe ghāv kaise bhare
ham tere āsre …
om jay jagdīśh hare …