beīmān bālmā
gaī jān zālmā
beīmān bālmā mān bhī jā
gaī jān zālmā mān bhī jā
sun dard merā bedardī sanam
dāman na chhuṛā tujhe merī qasam
dil le ke ṭālnā nā
beīmān bālmā
gaī jān zālmā
beīmān bālmā mān bhī jā
gaī jān zālmā mān bhī jā
bas ek nazar morī saiyāṇ
haule se pakaṛ morī baiyāṇ
tūne mujhpe kiyā hai jādū
mohe dil pe rahā na jādū
kar itnā nā majbūr sajnā itnā nā majbūr
kyūṇ mil kar bhī hai dūr balmā mil kar bhī hai dūr
sun dard merā bedardī sanam
dāman na chhuṛā tujhe merī qasam
dil le ke ṭālnā nā
beīmān bālmā
gaī jān zālmā
beīmān bālmā mān bhī jā
gaī jān zālmā mān bhī jā
dil denā tū kyā jāne
zarā dekh idhar dīvāne
kuchh yūṇ hī nahīṅ bahke ham
betāb hai khud bhī mausam
hai bhīgī bhīgī rāt sajnā bhīgī bhīgī rāt
ā sun jā dil kī bāt balmā sun jā dil kī bāt
sun dard merā bedardī sanam
dāman na chhuṛā tujhe merī qasam
dil le ke ṭālnā nā
beīmān bālmā
gaī jān zālmā
beīmān bālmā mān bhī jā
gaī jān zālmā mān bhī jā