हम प्यार का सौदा करते हैं
हम प्यार का सौदा करते हैं एक बार -2
चाहे मिट जाएँ चाहे मर जाएँ -2
हम प्यार का सौदा …
इश्क़ तेरा आग है तो इसमें जलते जाएँगे
मौत हो या ज़िन्दगी हम साथ चलते जाएँगे
हम वो नहीं हैं प्यार के राही जो दुनिया से डर जाएँ
हम प्यार का सौदा …
चाहे बदले आसमाँ और चाहे बदले ये ज़मीं
आँख नीची हो वफ़ा की ऐसा हो सकता नहीं
हम तूफ़ाँ में डाल के कश्ती डूब के पार उतर जाएँ
हम प्यार का सौदा …
ham pyār kā saudā karte haiṅ ek bār -2
chāhe miṭ jāeṇ chāhe mar jāeṇ -2
ham pyār kā saudā …
iśhq terā āg hai to ismeṅ jalte jāeṇge
maut ho yā zindgī ham sāth chalte jāeṇge
ham vo nahīṅ haiṅ pyār ke rāhī jo duniyā se ḍar jāeṇ
ham pyār kā saudā …
chāhe badle āsmāṇ aur chāhe badle ye zamīṅ
āṇkh nīchī ho vafā kī aisā ho saktā nahīṅ
ham tūfāṇ meṅ ḍāl ke kaśhtī ḍūb ke pār utar jāeṇ
ham pyār kā saudā …