हम प्यार करते हैं सनम इकरार करते है
हम प्यार करते हैं सनम इकरार करते है
अब मान भी जाओ हम तुम पे मरते हैं
हम प्यार करते हैं …
तुम दिल की तमन्ना अरमान कहां हासिल हो
अब अपनी खुशी ग़म में हर हाल में शामिल हो
हम एक इशारे पर जां निसार करते हैं
हम प्यार करते हैं …
डर हमने ज़माने का सीखा ही नहीं जानां
बस तेरी इबादत की और तुझको ख़ुदा माना
यह हज़ारों में स्वीकार करते हैं
हम प्यार करते हैं …
चाहत को हमारी तुम एक बार समझ लेते
क़दमों में तुम्हारी हम ये जान भी दे देते
हम प्यार तुम्हें बेहद सरकार करते हैं
हम प्यार करते हैं …
ham pyār karte haiṅ sanam ikrār karte hai
ab mān bhī jāo ham tum pe marte haiṅ
ham pyār karte haiṅ …
tum dil kī tamannā armān kahāṅ hāsil ho
ab apnī khuśhī ġham meṅ har hāl meṅ śhāmil ho
ham ek iśhāre par jāṅ nisār karte haiṅ
ham pyār karte haiṅ …
ḍar hamne zamāne kā sīkhā hī nahīṅ jānāṅ
bas terī ibādat kī aur tujhko khudā mānā
yah hazāroṅ meṅ svīkār karte haiṅ
ham pyār karte haiṅ …
chāhat ko hamārī tum ek bār samajh lete
qadmoṅ meṅ tumhārī ham ye jān bhī de dete
ham pyār tumheṅ behad sarkār karte haiṅ
ham pyār karte haiṅ …