Ham ne jafaa na seekhee, unko vafaa na aaee

हम ने जफ़ा न सीखी, उनको वफ़ा न आई
Work
Year
Language

हम ने जफ़ा न सीखी, उनको वफ़ा न आई
पत्थर से दिल लगाया, और दिल ने चोट खाई

अपने ही दिल के हाथों, बरबाद हो गए हम
किससे करें शिकायत, अब किसको दें दुहाई

दुनिया बनाने वाले, मैं तुझसे पूछता हुँ
क्‌या प्यार का जहाँ में, बदला है बेवफ़ाई

ham ne jafā na sīkhī, unko vafā na āī
patthar se dil lagāyā, aur dil ne choṭ khāī

apne hī dil ke hāthoṅ, barbād ho gae ham
kisse kareṅ śhikāyat, ab kisko deṅ duhāī

duniyā banāne vāle, maiṅ tujhse pūchhtā huṇ
k‌yā pyār kā jahāṇ meṅ, badlā hai bevafāī