हम नए हैं ... दीवानों मस्तानों ... आइये हमसे मुलाकात कीजिये
हम नए हैं शहर में हमको गले लगा लो
बरसों की प्यास दिलबर पल भर में तुम बुझा लो
दीवानों मस्तानों ज़रा हमको पहचानो
कहीं ढूँढने से भी ना मिलेगी ऐसी हसीं जवानी
आइये हमसे मुलाकात कीजिये
दिल में जो आए वही बात कीजिए
आइये हमसे …
सीने में दे के हल्का सा दर्द दिल बेकरार कर के
महबूब यार जाओ न ऐसे वादे हज़ार कर के
मौका निकल न जाए सनम कहीं इंतज़ार कर के
इक बार देख तो लो ज़रा सा तुम हमसे प्यार कर के
हे हे जब भी जहाँ भी चाहो हमको वहीं बुला लो
ग़म ज़िंदगी के सारे मिलके सनम भुला लो
दीवानों मस्तानों …
आँखों की प्यास चेहरे का नूर होंठों का रंग दे दे
ज़ुल्फ़ें ये काली गालों की लाली ये गोरा रंग दे दे
महके गुलाब जैसा शबाब पहली बहार दे दे
रंगीन रात पल भर का साथ सारा खुमार दे दे
हे हे फूलों से भी है नाज़ुक बाहों में तुम उठा लो
खुश्बू हमारे तन की साँसों में तुम बसा लो
दीवानों मस्तानों …
ham nae haiṅ śhahar meṅ hamko gale lagā lo
barsoṅ kī pyās dilbar pal bhar meṅ tum bujhā lo
dīvānoṅ mastānoṅ zarā hamko pahchāno
kahīṅ ḍhūṇḍhne se bhī nā milegī aisī hasīṅ javānī
āiye hamse mulākāt kījiye
dil meṅ jo āe vahī bāt kījie
āiye hamse …
sīne meṅ de ke halkā sā dard dil bekrār kar ke
mahbūb yār jāo na aise vāde hazār kar ke
maukā nikal na jāe sanam kahīṅ iṅtazār kar ke
ik bār dekh to lo zarā sā tum hamse pyār kar ke
he he jab bhī jahāṇ bhī chāho hamko vahīṅ bulā lo
ġham ziṅdgī ke sāre milke sanam bhulā lo
dīvānoṅ mastānoṅ …
āṇkhoṅ kī pyās chehre kā nūr hoṅṭhoṅ kā raṅg de de
zulfeṅ ye kālī gāloṅ kī lālī ye gorā raṅg de de
mahke gulāb jaisā śhabāb pahlī bahār de de
raṅgīn rāt pal bhar kā sāth sārā khumār de de
he he phūloṅ se bhī hai nāzuk bāhoṅ meṅ tum uṭhā lo
khuśhbū hamāre tan kī sāṇsoṅ meṅ tum basā lo
dīvānoṅ mastānoṅ …