Ham na rahenge tum naa rahoge, ye pyaar hamaaraa hameshaa rahegaa

हम न रहेंगे तुम ना रहोगे, ये प्यार हमारा हमेशा रहेगा
Year
Language

हम न रहेंगे तुम ना रहोगे
ये प्यार हमारा हमेशा रहेगा
प्यार का ऐसा फ़साना रचेंगे
कि याद हमारी ज़माना करेगा
हम ना रहेंगे

सूरज धरती चन्दा जैसा
अपना नाता है सदियोँ पुराना
चलते चलते चाहे ये रुक जाये
फिर भी रहेगा ये रिश्ता सुहाना
आँधी या तूफ़ां
आँधी या तूफ़ां चाहे जो भी आए
कारवाँ हमारा तो चलता रहेगा

जनम मरण का साथ हमारा
हर जीवन हम मिल के रहेंगे
चमकेगें कभी बन के सितारे
फूल बन के कभी हम सब खिलेंगे
समय का सागर
समय का सागर सूख भी जाये
प्रेम का कमल तो खिलता रहेगा

हम ना रहेंगे तुम ना रहोगे

ham na raheṅge tum nā rahoge
ye pyār hamārā hameśhā rahegā
pyār kā aisā fasānā racheṅge
ki yād hamārī zamānā karegā
ham nā raheṅge

sūraj dhartī chandā jaisā
apnā nātā hai sadiyoṇ purānā
chalte chalte chāhe ye ruk jāye
phir bhī rahegā ye riśhtā suhānā
āṇdhī yā tūfāṅ
āṇdhī yā tūfāṅ chāhe jo bhī āe
kārvāṇ hamārā to chaltā rahegā

janam maraṇ kā sāth hamārā
har jīvan ham mil ke raheṅge
chamkegeṅ kabhī ban ke sitāre
phūl ban ke kabhī ham sab khileṅge
samay kā sāgar
samay kā sāgar sūkh bhī jāye
prem kā kamal to khiltā rahegā

ham nā raheṅge tum nā rahoge