Ham ko to yaaraa teree yaaree

हम को तो यारा तेरी यारी
Year
Language

हमको तो यारा तेरी यारी, जान से प्यारी
तू चाहे तोड़ दे, तुझ को दीवाना कैसे छोड़ दे

दिल के हीरे मोती, आ जा मेरे दिल में आ
तू है दौलत मेरी, आ मेरी मंजिल में आ
ऐ मेरी तमन्ना, अब तू कही ना जा

हो गया तुम्हारा, जब मेरी बाहों का हार
बेच भी डाला तो मेरा क्या है दिलदार
मैं तो इतना जानू, मुझको है तुमसे प्यार

hamko to yārā terī yārī, jān se pyārī
tū chāhe toṛ de, tujh ko dīvānā kaise chhoṛ de

dil ke hīre motī, ā jā mere dil meṅ ā
tū hai daulat merī, ā merī maṅjil meṅ ā
ai merī tamannā, ab tū kahī nā jā

ho gayā tumhārā, jab merī bāhoṅ kā hār
bech bhī ḍālā to merā kyā hai dildār
maiṅ to itnā jānū, mujhko hai tumse pyār