हम जुदा हो गए रास्ते खो गए
हम जुदा हो गए रास्ते खो गए
मगर हम मिलेंगे ये याद रखना मेरी राह तकना
हम जुदा हो गए …
कागज़ हो तो फाड़ दूँ धागा हो तो काट दूँ
दुनिया हो तो छोड़ दूँ वादा कैसे तोड़ दूँ
इस वादे पे मुझको अब जीना अब मरना सजना
हम जुदा हो गए …
ऐ हवा तू ही जा जा के उनको सुना हाल मेरा है क्या
ऐसे जी रही हूँ मैं जैसे मर रही हूँ मैं
नाम तेरा रात दिन याद कर रही हूँ मैं
लोगों ने तोड़ा है हर सपना मेरे दिल का
हम जुदा हो गए …
ham judā ho gae rāste kho gae
magar ham mileṅge ye yād rakhnā merī rāh taknā
ham judā ho gae …
kāgaz ho to phāṛ dūṇ dhāgā ho to kāṭ dūṇ
duniyā ho to chhoṛ dūṇ vādā kaise toṛ dūṇ
is vāde pe mujhko ab jīnā ab marnā sajnā
ham judā ho gae …
ai havā tū hī jā jā ke unko sunā hāl merā hai kyā
aise jī rahī hūṇ maiṅ jaise mar rahī hūṇ maiṅ
nām terā rāt din yād kar rahī hūṇ maiṅ
logoṅ ne toṛā hai har sapnā mere dil kā
ham judā ho gae …