हम हैं नशे में तुम हो नशे में
आँखें मिलीं हैं उसी का नशा है
हम हैं नशे में …
कल रात देखा था अलबेला सपना
मन चाहे बालम को पाया था अपना
फिर मैं न सोयी
सपनों में खोयी
आहें भरीं हैं उसी का नशा है
हम हैं नशे में …
नशा प्यार का है उमर भर रहेगा
उल्फ़त के मौजों में ये दिल बहेगा
मैं बन के नदिया
लहरा रही हूँ
लहरें उठीं हैं उसी का नशा है
हम हैं नशे में …
ham haiṅ naśhe meṅ tum ho naśhe meṅ
āṇkheṅ milīṅ haiṅ usī kā naśhā hai
ham haiṅ naśhe meṅ …
kal rāt dekhā thā albelā sapnā
man chāhe bālam ko pāyā thā apnā
phir maiṅ na soyī
sapnoṅ meṅ khoyī
āheṅ bharīṅ haiṅ usī kā naśhā hai
ham haiṅ naśhe meṅ …
naśhā pyār kā hai umar bhar rahegā
ulfat ke maujoṅ meṅ ye dil bahegā
maiṅ ban ke nadiyā
lahrā rahī hūṇ
lahreṅ uṭhīṅ haiṅ usī kā naśhā hai
ham haiṅ naśhe meṅ …