हम दोनों जैसा है कौन यहाँ
हम दोनों जैसा है कौन यहाँ
रंगीन किया है हमीं ने ये समां
हमसा कोई कहाँ हो हो हो हो ओ ओ ओ ओ
हम दोनों जैसा …
कोई क्यूँ ना मिला क्यूँ हो इसका गिला
हम जवाँ हम हसीं हमको ग़म भी नहीं
ये प्यारा नज़ारा पागल न कर दे मेरे दिल को
हम दोनों जैसा …
कोई जो साथ है प्यारी हर बात है
खुल गए रास्ते प्यार के वास्ते
कोई आया तो पाया इस दिल ने भी अपनी मंज़िल को
हम दोनों जैसा …
ham donoṅ jaisā hai kaun yahāṇ
raṅgīn kiyā hai hamīṅ ne ye samāṅ
hamsā koī kahāṇ ho ho ho ho o o o o
ham donoṅ jaisā …
koī kyūṇ nā milā kyūṇ ho iskā gilā
ham javāṇ ham hasīṅ hamko ġham bhī nahīṅ
ye pyārā nazārā pāgal na kar de mere dil ko
ham donoṅ jaisā …
koī jo sāth hai pyārī har bāt hai
khul gae rāste pyār ke vāste
koī āyā to pāyā is dil ne bhī apnī maṅzil ko
ham donoṅ jaisā …