हम दोनों दो प्रेमी दुनिया छोड़ चले
कि: हम दोनों दो प्रेमी दुनिया छोड़ चले
जीवन की हम सारी रस्में तोड़ चले
को: ऐ बाबू कहाँ जइबो रे
ल: हम दोनों दो प्रेमी दुनिया छोड़ चले
कि: जीवन की हम सारी रस्में तोड़ चले -2
ल: हो बाबुल की आए मोहे याद
जाने क्या हो अब इसके बाद
दो: हम दोनों दो प्रेमी …
कि: ( जाना कहाँ है बता उस शहर का नाम
ल: ले चल जहाँ तेरी मर्ज़ी ये तेरा है काम -2
कि: मुझपे है इतना ऐतबार
ल: मैने किया है तुझसे प्यार
ल: हम दोनों दो प्रेमी …
कि: जीवन की हम सारी …
कि: हे क्या सोच रही हो
ल: हूँ मैं
कि: हाँ-हाँ
ल: कुछ भी तो नहीं
कि: बोलो ना कुछ तो
ल: ( ऐसा ना हो तू कभी छोड़ दे मेरा साथ
कि: फिर न कभी कहना दिल तोड़ने वाली बात -2
ल: हो मैने तो की थी दिल्लगी
कि: अच्छा मैने भी की थी दिल्लगी
दो: हम दोनों दो प्रेमी …
ki: ham donoṅ do premī duniyā chhoṛ chale
jīvan kī ham sārī rasmeṅ toṛ chale
ko: ai bābū kahāṇ jaibo re
la: ham donoṅ do premī duniyā chhoṛ chale
ki: jīvan kī ham sārī rasmeṅ toṛ chale -2
la: ho bābul kī āe mohe yād
jāne kyā ho ab iske bād
do: ham donoṅ do premī …
ki: ( jānā kahāṇ hai batā us śhahar kā nām
la: le chal jahāṇ terī marzī ye terā hai kām -2
ki: mujhpe hai itnā aitbār
la: maine kiyā hai tujhse pyār
la: ham donoṅ do premī …
ki: jīvan kī ham sārī …
ki: he kyā soch rahī ho
la: hūṇ maiṅ
ki: hāṇ-hāṇ
la: kuchh bhī to nahīṅ
ki: bolo nā kuchh to
la: ( aisā nā ho tū kabhī chhoṛ de merā sāth
ki: phir na kabhī kahnā dil toṛne vālī bāt -2
la: ho maine to kī thī dillgī
ki: achchhā maine bhī kī thī dillgī
do: ham donoṅ do premī …