हम दिल दे चुके सनम
तेरे हो गये हैं हम तेरी कसम
दुनिया करे सितम, तुझ पे मिटेंगे हम तेरी कसम
उम्मीदें तुम ही से है मेरे सनम
थामा है तुम्हारा ही ये दामन
भूलेंगे कभी ना अब तुम्हे हम
हम दिल दे चुके सनम ...
तेरी यादों के साये में गुज़रेगी ये जिंदगी
उस खुदा के बाद तो पूजा होगी बस तेरी
चाहे जो माँग लो, सब तुम्हारा है
हम दिल दे चुके सनम ...
ham dil de chuke sanam
tere ho gaye haiṅ ham terī kasam
duniyā kare sitam, tujh pe miṭeṅge ham terī kasam
ummīdeṅ tum hī se hai mere sanam
thāmā hai tumhārā hī ye dāman
bhūleṅge kabhī nā ab tumhe ham
ham dil de chuke sanam ...
terī yādoṅ ke sāye meṅ guzregī ye jiṅdgī
us khudā ke bād to pūjā hogī bas terī
chāhe jo māṇg lo, sab tumhārā hai
ham dil de chuke sanam ...