Ham chup hain ki dil sun rahe hain dharaknon ko

हम चुप हैं कि दिल सुन रहे हैं धड़कनों को
Work
Year
Language

ल: हम चुप हैं कि दिल सुन रहे हैं
धड़कनों को आहटों को
साँसें रुक सी गई हैं
दो: हम चुप हैं …

कि: देखो अब दुनिया को गौर से
पहले से नई पहले से हसीं
ल: हम तुमको मिलना था मिल गए
क्‌या ये आसमाँ कौन ये ज़मीं
हम जो देखें तुमको देख
साँसें रुक सी गई हैं
दो: हम चुप हैं …

कि: लफ़्ज़ों में जिनको ना कह सके
आँखों से कहें होंठों से सुनें
ल: ख़ुश्बू के साए में बैठ के
फूल हम चुनें ख़्वाब हम बुनें
इसके आगे कुछ ना सोचें
साँसें रुक सी गई हैं
दो: हम चुप हैं …

la: ham chup haiṅ ki dil sun rahe haiṅ
dhaṛaknoṅ ko āhṭoṅ ko
sāṇseṅ ruk sī gaī haiṅ
do: ham chup haiṅ …

ki: dekho ab duniyā ko gaur se
pahle se naī pahle se hasīṅ
la: ham tumko milnā thā mil gae
k‌yā ye āsmāṇ kaun ye zamīṅ
ham jo dekheṅ tumko dekh
sāṇseṅ ruk sī gaī haiṅ
do: ham chup haiṅ …

ki: lafzoṅ meṅ jinko nā kah sake
āṇkhoṅ se kaheṅ hoṅṭhoṅ se suneṅ
la: khuśhbū ke sāe meṅ baiṭh ke
phūl ham chuneṅ khvāb ham buneṅ
iske āge kuchh nā socheṅ
sāṇseṅ ruk sī gaī haiṅ
do: ham chup haiṅ …