हम छोड़ चले है महफ़िल को
याद आये कभी तो मत रोना
इस दिल को तसल्ली दे देना
घबराये कभी तो मत रोना
एक ख्वाब सा देखा था हमने
जब आँख खुली तो टूट गया
यह प्यार तुम्हें सपना बनकर
तडपाये कभी तो मत रोना
तुम मेरे ख़यालों में खोकर
बरबाद ना करना जीवन को
जब कोई सहेली बात तुम्हें
समझाये कभी तो मत रोना
जीवन के सफ़र में तनहाई
मुझको तो ना ज़िंदा छोड़ेगी
मरने की खबर ऐ जान-ए-जिगर
मिल जाये कभी तो मत रोना
हम छोड़ चले है महफ़िल को
Work
Year
Language
ham chhoṛ chale hai mahafil ko
yād āye kabhī to mat ronā
is dil ko tasallī de denā
ghabrāye kabhī to mat ronā
ek khvāb sā dekhā thā hamne
jab āṇkh khulī to ṭūṭ gayā
yah pyār tumheṅ sapnā bankar
taḍpāye kabhī to mat ronā
tum mere khayāloṅ meṅ khokar
barbād nā karnā jīvan ko
jab koī sahelī bāt tumheṅ
samjhāye kabhī to mat ronā
jīvan ke safar meṅ tanhāī
mujhko to nā ziṅdā chhoṛegī
marne kī khabar ai jān-e-jigar
mil jāye kabhī to mat ronā