हम बोलेगा तो बोलोगे के बोलता है
हम बोलेगा तो बोलोगे के बोलता है -2
एक मेमसाब है साथ में साब भी है
मेमसाब सुन्दर-सुन्दर है साब भी खूबसूरत है
दोनों पास-पास हैं बातें खास-खास हैं
दुनिया चाहे कुछ भी बोले बोले
दुनिया चाहे कुछ भी बोले
हम कुछ नहीं बोलेगा
हम बोलेगा तो …
हमरा एक पड़ोसी है नाम जिसका जोशी है -2
वो पास हमरे आता है और हमको ये समझाता है
जब दो जवाँ दिल मिल जाएँगे तब कुछ ना कुछ तो होगा
दो से चार हो सकते हैं आठ से साठ हो सकते हैं
जो करता है सो पाता है अरे अपने बाप का क्या जाता है
जोशी पड़ोसी कुछ भी बोले बोले
जोशी पड़ोसी कुछ भी बोले
हम कुछ नहीं बोलेगा
हम बोलेगा तो …
मेरी बुढ़िया नानी थी लेकिन बड़ी सयानी थी
गोदी में मुझे बिठाती थी और सच्ची बात सुनाती थी
जब साल सतरवां लागेगा दिल धड़क-धड़क तो करेगा
किसी सुंदरी से नैनवा मिलेगा तो दिल खुसुर-फुसुर भी करेगा
जब आग से घी मिलेगा फिर घी भी तो पिघलेगा
न आग से न घी से हमको क्या किसी से
नानी चाहे कुछ भी बोले
हम कुछ नहीं बोलेगा
हम बोलेगा तो …
ham bolegā to bologe ke boltā hai -2
ek memsāb hai sāth meṅ sāb bhī hai
memsāb sundar-sundar hai sāb bhī khūbsūrat hai
donoṅ pās-pās haiṅ bāteṅ khās-khās haiṅ
duniyā chāhe kuchh bhī bole bole
duniyā chāhe kuchh bhī bole
ham kuchh nahīṅ bolegā
ham bolegā to …
hamrā ek paṛosī hai nām jiskā jośhī hai -2
vo pās hamre ātā hai aur hamko ye samjhātā hai
jab do javāṇ dil mil jāeṇge tab kuchh nā kuchh to hogā
do se chār ho sakte haiṅ āṭh se sāṭh ho sakte haiṅ
jo kartā hai so pātā hai are apne bāp kā kyā jātā hai
jośhī paṛosī kuchh bhī bole bole
jośhī paṛosī kuchh bhī bole
ham kuchh nahīṅ bolegā
ham bolegā to …
merī buṛhiyā nānī thī lekin baṛī sayānī thī
godī meṅ mujhe biṭhātī thī aur sachchī bāt sunātī thī
jab sāl satarvāṅ lāgegā dil dhaṛak-dhaṛak to karegā
kisī suṅdrī se nainvā milegā to dil khusur-phusur bhī karegā
jab āg se ghī milegā phir ghī bhī to pighlegā
na āg se na ghī se hamko kyā kisī se
nānī chāhe kuchh bhī bole
ham kuchh nahīṅ bolegā
ham bolegā to …