हम भूल गये हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले
हम भूल गये हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले -2
क्या-क्या हुआ दिल के साथ
क्या-क्या हुआ दिल के साथ मगर तेरा प्यार नहीं भूले
हम भूल गये हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले
बचपन के हम साथी दोनों सदा रहे हैं साथ
एक ही सपना देखें जैसे दो आँखें दिन-रात
दो आँखें दिन-रात
दुनिया ने कही सौ बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले
क्या-क्या हुआ दिल के साथ
क्या-क्या हुआ दिल के साथ मगर तेरा प्यार नहीं भूले
हम भूल गये हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले
हाय रे मजबूरी दिल के भेद न दिल ने खोले
अपने घर को जलते देखा मुँह से कुछ न बोले
मुँह से कुछ न बोले
हम जलते रहे रे दिन-रात मगर तेरा प्यार नहीं भूले
क्या-क्या हुआ दिल के साथ
क्या-क्या हुआ दिल के साथ मगर तेरा प्यार नहीं भूले
हम भूल गये हर बात मगर तेरा प्यार नहीं भूले
ham bhūl gaye har bāt magar terā pyār nahīṅ bhūle -2
kyā-kyā huā dil ke sāth
kyā-kyā huā dil ke sāth magar terā pyār nahīṅ bhūle
ham bhūl gaye har bāt magar terā pyār nahīṅ bhūle
bachapan ke ham sāthī donoṅ sadā rahe haiṅ sāth
ek hī sapnā dekheṅ jaise do āṇkheṅ din-rāt
do āṇkheṅ din-rāt
duniyā ne kahī sau bāt magar terā pyār nahīṅ bhūle
kyā-kyā huā dil ke sāth
kyā-kyā huā dil ke sāth magar terā pyār nahīṅ bhūle
ham bhūl gaye har bāt magar terā pyār nahīṅ bhūle
hāy re majbūrī dil ke bhed na dil ne khole
apne ghar ko jalte dekhā muṇh se kuchh na bole
muṇh se kuchh na bole
ham jalte rahe re din-rāt magar terā pyār nahīṅ bhūle
kyā-kyā huā dil ke sāth
kyā-kyā huā dil ke sāth magar terā pyār nahīṅ bhūle
ham bhūl gaye har bāt magar terā pyār nahīṅ bhūle