हम भी हैं जोश में ... साईलारो साईलारे
हम भी हैं जोश में
बातें कर होश में
यूं न आँखें दिखा
साईलारो साईलारे
क्या बोला फिर बोल रे
हम भी हैं …
देखें है तेरे जैसे तेरा इरादा क्या है बता
जा रे यहां ना आ रे न हमसे करना कोई ख़ता
तू कौन रे चल दूर जा बातें न कर यूं ना डरा
सुन बेख़बर जो दम है अगर
आजा रू-ब-रू करें जंग शुरू
समझा है तू क्या
साईलारो साईलारे …
यय्या यय्या यय्या रे यय्या यय्या रे यय्या रे
बचके ज़रा सा बचके तू रहना हमसे प्यारे यहां
हटके ज़रा सा हटके है डरता हमसे सारा जहां
न यूं शोर कर है लड़ना अगर
तो मैदां में आ न सर को छुपा
ख़बरदार हूं मैं तैयार हूं
औक़ात क्या तेरी जात क्या
ये तो मुझको बता
साईलारो साईलारे …
ham bhī haiṅ jośh meṅ
bāteṅ kar hośh meṅ
yūṅ na āṇkheṅ dikhā
sāīlāro sāīlāre
kyā bolā phir bol re
ham bhī haiṅ …
dekheṅ hai tere jaise terā irādā kyā hai batā
jā re yahāṅ nā ā re na hamse karnā koī khatā
tū kaun re chal dūr jā bāteṅ na kar yūṅ nā ḍarā
sun bekhbar jo dam hai agar
ājā rū-ba-rū kareṅ jaṅg śhurū
samjhā hai tū kyā
sāīlāro sāīlāre …
yayyā yayyā yayyā re yayyā yayyā re yayyā re
bachke zarā sā bachke tū rahnā hamse pyāre yahāṅ
haṭke zarā sā haṭke hai ḍartā hamse sārā jahāṅ
na yūṅ śhor kar hai laṛnā agar
to maidāṅ meṅ ā na sar ko chhupā
khabardār hūṅ maiṅ taiyār hūṅ
auqāt kyā terī jāt kyā
ye to mujhko batā
sāīlāro sāīlāre …