हम बंजारे ... कहते हैं सारे क्या कहने
ओ ओ ओ
हम बंजारे हो इश्क़ दे मारे हो दिल विल हारे हो
कहते हैं सारे हो क्या कहने हाय
क्या कहने हाय क्या कहने
कहते हैं जिसको सब जवानियां
हमने लिखी हैं वो कहानियां
हाय हम बंजारे …
मिता कुआ मिता कुआ मिता कुआ मिता
हो भोला सा तेरा रंग रूप है
थोड़ी सी छाँव थोड़ी धूप है
कर के इशारे हो गोरी पुकारे हो आ सैंया प्यारे हो
कहते हैं सारे …
पी जाऊं तुझको पीकर झूम लूं
जो कुछ देखा है वो सब चूम लूं हाय
अम्बर पे तारे हो दिल में अंगारे हो तेरे लश्कारे हो
कहते हैं सारे …
o o o
ham baṅjāre ho iśhq de māre ho dil vil hāre ho
kahte haiṅ sāre ho kyā kahne hāy
kyā kahne hāy kyā kahne
kahte haiṅ jisko sab javāniyāṅ
hamne likhī haiṅ vo kahāniyāṅ
hāy ham baṅjāre …
mitā kuā mitā kuā mitā kuā mitā
ho bholā sā terā raṅg rūp hai
thoṛī sī chhāṇv thoṛī dhūp hai
kar ke iśhāre ho gorī pukāre ho ā saiṅyā pyāre ho
kahte haiṅ sāre …
pī jāūṅ tujhko pīkar jhūm lūṅ
jo kuchh dekhā hai vo sab chūm lūṅ hāy
ambar pe tāre ho dil meṅ aṅgāre ho tere laśhkāre ho
kahte haiṅ sāre …