हम बन्जारे ... देश बदलते हैं भेष बदलते हैं ... दिल बदलते नहीं
झूम चका झूम झूम चका चका चका
देश बदलते हैं
ओ देश बदलते हैं भेष बदलते हैं
दिल बदलते नहीं -3
हम बन्जारे बन्जारे -4
आजा आजा हो आ जा
देश बदलते हैं भेष बदलते हैं -2
दिल बदलते नहीं -2
दिल में बसने वाले मरके भी दिल से निकलते नहीं
देश बदलते हैं …
ये दिन जो वर्षों के बाद आया -2
देखा तुम्हें तो कुछ याद आया -2
एक कहानी बड़ी पुरानी भूल गई थी मैं दीवानी
एक फ़साना बड़ा पुराना भूल गया था मैं दीवाना
नाम बदलते हैं जाम बदलते नहीं
दिल बदलते नहीं
दिल में बसने वाले …
बीते दिनों के अन्जान मुखड़े -2
तुम जोड़ लो ये काँच के टुकड़े
पवन समय की इक बंजारन बेच रही है देखो दर्पण
नैन बदलते हैं दिन रैन बदलते नहीं
दिल बदलते नहीं
दिल में बसने वाले …
मिलते बिछड़ते रहते हैं साथी
यह सारी दुनिया है आती जाती
कैसा मिलना और बिछुड़ना प्यार न जाने जीना मरना
जन्म न जाने कितने मेरे सब तेरी गलियों के फेरे
रंग बदलते हैं संग बदलते नहीं
दिल बदलते नहीं
दिल में बसने वाले …
jhūm chakā jhūm jhūm chakā chakā chakā
deśh badalte haiṅ
o deśh badalte haiṅ bheṣh badalte haiṅ
dil badalte nahīṅ -3
ham banjāre banjāre -4
ājā ājā ho ā jā
deśh badalte haiṅ bheṣh badalte haiṅ -2
dil badalte nahīṅ -2
dil meṅ basne vāle marke bhī dil se nikalte nahīṅ
deśh badalte haiṅ …
ye din jo varṣhoṅ ke bād āyā -2
dekhā tumheṅ to kuchh yād āyā -2
ek kahānī baṛī purānī bhūl gaī thī maiṅ dīvānī
ek fasānā baṛā purānā bhūl gayā thā maiṅ dīvānā
nām badalte haiṅ jām badalte nahīṅ
dil badalte nahīṅ
dil meṅ basne vāle …
bīte dinoṅ ke anjān mukhaṛe -2
tum joṛ lo ye kāṇch ke ṭukaṛe
pavan samay kī ik baṅjāran bech rahī hai dekho darpaṇ
nain badalte haiṅ din rain badalte nahīṅ
dil badalte nahīṅ
dil meṅ basne vāle …
milte bichhaṛte rahte haiṅ sāthī
yah sārī duniyā hai ātī jātī
kaisā milnā aur bichhuṛnā pyār na jāne jīnā marnā
janm na jāne kitne mere sab terī galiyoṅ ke phere
raṅg badalte haiṅ saṅg badalte nahīṅ
dil badalte nahīṅ
dil meṅ basne vāle …