हम बहनों के लिए, मेरे भैया, आता है एक दिन्
हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में -2
आज के दिन मैं जहाँ भी रहूँ
चले आना वहाँ हर हाल में -2
हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में -2
(कितने दिन और कितनी रैनें
इस आँगन में रहना है मैंने) -2
परदेसी होती हैं बहनें
बाबुल जाने भेज दे मेरी
डोली कब ससुराल में
चले आना वहाँ हर हाल में
हम बहनों के लिए मेरे भैया
आता है एक दिन साल में -2
आज के दिन मैं जहाँ भी रहूँ
चले आना वहाँ हर हाल में -2
ham bahnoṅ ke lie mere bhaiyā
ātā hai ek din sāl meṅ -2
āj ke din maiṅ jahāṇ bhī rahūṇ
chale ānā vahāṇ har hāl meṅ -2
ham bahnoṅ ke lie mere bhaiyā
ātā hai ek din sāl meṅ -2
(kitne din aur kitnī raineṅ
is āṇgan meṅ rahnā hai maiṅne) -2
pardesī hotī haiṅ bahneṅ
bābul jāne bhej de merī
ḍolī kab sasurāl meṅ
chale ānā vahāṇ har hāl meṅ
ham bahnoṅ ke lie mere bhaiyā
ātā hai ek din sāl meṅ -2
āj ke din maiṅ jahāṇ bhī rahūṇ
chale ānā vahāṇ har hāl meṅ -2