Ham aap ke, aap ke hain kaun

हम आप के, आप के हैं कौन्
Year
Language

हम आप के हैं कौन
बेचैन है, मेरी नज़र
है प्यार का कैसा असर
न चुप रहो, इतना कहो
हम आप के, आप के हैं कैन …

ख़ुद को सनम, रोका बड़ा
आखिर मुझे कहना पड़ा
ख़्वाबों में तुम आते हो क्‌यों
हम आप के, आप के हैं कौन …

बेचैन है, मेरी नज़र
है प्यार का कैसा असर
हैं होश गुम, पूछो न तुम
हम आप के, आप के हैं कैन …

कैसे कहूँ दिल की लगी
चेहरा मेरा, पढ़ लो कभी
ये शरम की, सुर्खी कहे
हम आप के, आप के हैं कौन …

ham āp ke haiṅ kaun
bechain hai, merī nazar
hai pyār kā kaisā asar
na chup raho, itnā kaho
ham āp ke, āp ke haiṅ kain …

khud ko sanam, rokā baṛā
ākhir mujhe kahnā paṛā
khvāboṅ meṅ tum āte ho k‌yoṅ
ham āp ke, āp ke haiṅ kaun …

bechain hai, merī nazar
hai pyār kā kaisā asar
haiṅ hośh gum, pūchho na tum
ham āp ke, āp ke haiṅ kain …

kaise kahūṇ dil kī lagī
chehrā merā, paṛh lo kabhī
ye śharam kī, surkhī kahe
ham āp ke, āp ke haiṅ kaun …