हम आज कहीं दिल खो बैठे, यूँ समझो किसी के हो बैठे
हम आज कहीं दिल खो बैठे
यूँ समझो किसी के हो बैठे
हम आज कहीं …
हरदम जो कोई पास आने लगा
भेद उल्फ़त के समझाने लगा
नज़रों से नज़र का टकराना
था दिल के लिये इक अफ़साना
हम हाथों से दिल को गंवा बैठे
हम आज कहीं …
आँखों में समाया कोई मगर
कौन आया किसी को क्या ये खबर
पूछो तो यही है उसका पता
चंचल नैना और शोख अदा
हम दिल की नैय्या डुबो बैठे
हम आज कहीं …
ham āj kahīṅ dil kho baiṭhe
yūṇ samjho kisī ke ho baiṭhe
ham āj kahīṅ …
hardam jo koī pās āne lagā
bhed ulfat ke samjhāne lagā
nazroṅ se nazar kā ṭakrānā
thā dil ke liye ik afsānā
ham hāthoṅ se dil ko gaṅvā baiṭhe
ham āj kahīṅ …
āṇkhoṅ meṅ samāyā koī magar
kaun āyā kisī ko kyā ye khabar
pūchho to yahī hai uskā patā
chaṅchal nainā aur śhokh adā
ham dil kī naiyyā ḍubo baiṭhe
ham āj kahīṅ …