Halkee see qasak-masak hotee hai dil men

हल्की सी क़सक-मसक होती है दिल में
Work
Year
Language

हल्की सी क़सक-मसक हाय-हाय क़सक-मसक
होती है दिल में
हूँ इस दिल के हाथों पर पड़ गए मुश्क़िल में हूँ हूँ

निर्लज पवन के झोँके बड़े हैं
बेशर्म मेरे पीछे पड़े हैं
सौ बार ओढ़ूँ आँचल न छोड़ूँ
फिर भी चुनर रहे ढलकी सी
हल्की सी धड़क-धड़क हाय-हाय धड़क-धड़क
होती है दिल में …

बस चले आए चाहो जो हो जाए
लम्बी उमर इक पल की सी
हल्की सी अटक-सटक हाय-हाय अटक-सटक
होती है दिल में …

मैं गिर न जाऊँ मुझको सम्भालो
आँखों में रख लो दिल में छुपा लो
छाई है ऐसी मस्ती ये कैसी
रहती है बस जो पलक सी
हल्की सी लटक-मटक हाय-हाय लटक-मटक
होती है दिल में …

halkī sī qasak-masak hāy-hāy qasak-masak
hotī hai dil meṅ
hūṇ is dil ke hāthoṅ par paṛ gae muśhqil meṅ hūṇ hūṇ

nirlaj pavan ke jhoṇke baṛe haiṅ
beśharm mere pīchhe paṛe haiṅ
sau bār oṛhūṇ āṇchal na chhoṛūṇ
phir bhī chunar rahe ḍhalkī sī
halkī sī dhaṛak-dhaṛak hāy-hāy dhaṛak-dhaṛak
hotī hai dil meṅ …

bas chale āe chāho jo ho jāe
lambī umar ik pal kī sī
halkī sī aṭak-saṭak hāy-hāy aṭak-saṭak
hotī hai dil meṅ …

maiṅ gir na jāūṇ mujhko sambhālo
āṇkhoṅ meṅ rakh lo dil meṅ chhupā lo
chhāī hai aisī mastī ye kaisī
rahtī hai bas jo palak sī
halkī sī laṭak-maṭak hāy-hāy laṭak-maṭak
hotī hai dil meṅ …