हलचल अजब सी हो रही है मेरे दिल में
उ: ( हलचल अजब सी हो रही है
मेरे दिल में -2 ) -2
अ: करूँ मैं करूँ क्या करूँ
चाहतों पे मेरा ज़ोर चलता नहीं
मैं हूँ मुश्क़िल में -2
उ: हलचल अजब सी हो रही है
मेरे दिल में -2
तुझको पलकों में रख लूँ अपनी बाँहों में भर लूँ
हाँ तुझको पलकों में रख लूँ अपनी बाँहों में भर लूँ
तेरी सूरत को जानाँ बन्द आँखों में कर लूँ
अ: माने ना मेरा कहना कोई इसको समझाए
मेरी चुनरी तो सर से अब सरकती ही जाए
उ: चल-चल मैं छुपा लूँ तुझको
मेरे दिल में -2
अ: करूँ मैं करूँ क्या करूँ
चाहतों पे मेरा ज़ोर चलता नहीं
मैं हूँ मुश्क़िल में -2
हलचल अजब सी हो रही है
मेरे दिल में -2
मेरे पैरों की पायल अब तो बजने लगी है
हाँ मेरे पैरों की पायल अब तो बजने लगी है
मेरे सपनों की डोली अब तो सजने लगी है
उ: होश में आऊँ कैसे मैं बहकने लगा हूँ
तेरी ख़ुश्बू से ओ दिलबर हाँ मैं महकने लगा हूँ
अ: पल-पल प्यास बढ़ने लगी
मेरे दिल में -2
उ: करूँ मैं करूँ क्या करूँ
चाहतों पे मेरा ज़ोर चलता नहीं
मैं हूँ मुश्क़िल में -2
हलचल
अ: हलचल
उ: अजब सी हो रही है
अ: अजब सी हो रही है
उ: मेरे दिल में
अ: मेरे दिल में
उ: मेरे दिल में
अ: मेरे दिल में
u: ( halchal ajab sī ho rahī hai
mere dil meṅ -2 ) -2
a: karūṇ maiṅ karūṇ kyā karūṇ
chāhtoṅ pe merā zor chaltā nahīṅ
maiṅ hūṇ muśhqil meṅ -2
u: halchal ajab sī ho rahī hai
mere dil meṅ -2
tujhko palkoṅ meṅ rakh lūṇ apnī bāṇhoṅ meṅ bhar lūṇ
hāṇ tujhko palkoṅ meṅ rakh lūṇ apnī bāṇhoṅ meṅ bhar lūṇ
terī sūrat ko jānāṇ band āṇkhoṅ meṅ kar lūṇ
a: māne nā merā kahnā koī isko samjhāe
merī chunrī to sar se ab saraktī hī jāe
u: chal-chal maiṅ chhupā lūṇ tujhko
mere dil meṅ -2
a: karūṇ maiṅ karūṇ kyā karūṇ
chāhtoṅ pe merā zor chaltā nahīṅ
maiṅ hūṇ muśhqil meṅ -2
halchal ajab sī ho rahī hai
mere dil meṅ -2
mere pairoṅ kī pāyal ab to bajne lagī hai
hāṇ mere pairoṅ kī pāyal ab to bajne lagī hai
mere sapnoṅ kī ḍolī ab to sajne lagī hai
u: hośh meṅ āūṇ kaise maiṅ bahakne lagā hūṇ
terī khuśhbū se o dilbar hāṇ maiṅ mahakne lagā hūṇ
a: pal-pal pyās baṛhne lagī
mere dil meṅ -2
u: karūṇ maiṅ karūṇ kyā karūṇ
chāhtoṅ pe merā zor chaltā nahīṅ
maiṅ hūṇ muśhqil meṅ -2
halchal
a: halchal
u: ajab sī ho rahī hai
a: ajab sī ho rahī hai
u: mere dil meṅ
a: mere dil meṅ
u: mere dil meṅ
a: mere dil meṅ