Haiyaa hoo k‌yaa mastee k‌yaa jaadoo ... too albelaa o ho

हइया हू क्‌या मस्ती क्‌या जादू ... तू अलबेला ओ हो
Work
Year
Language

हइया हू हइया हू
हइया हू क्‌या मस्ती क्‌या जादू
मैं और तू क्‌या मस्ती क्‌या जादू
रोज़ कहां होती हैं दिलबर ऐसी मुलाकातें
आँखों आँखों में कर लें आओ दिल की बातें
हइया हू क्‌या मस्ती क्‌या जादू क्‌या जादू
आपकी सारी बातें अजब सी हैं
भूरी भूरी आँखें गज़ब की हैं
आपके जैसा चेहरा यहां कहां
गेसू हसीं सुनहरा यहां कहां
तू अलबेला ओ हो
मस्त अकेला ओ हो
तेरे जैसा कोई है कहीं ना कहीं ना
हां हइया हू क्‌या मस्ती …

क्‌या है मेरा फ़साना सुनो सुनो
टूटा है दिल दीवाना सुनो सुनो
मैं ये बात बताऊं किसे भला
दर्द-ए-जिगर दिखाऊं किसे भला
इन ज़ख्मों को ओ हो
उन लम्हों को ओ हो
याद करेंगे हम तो अब कभी ना कभी ना
ऐ हइया हू क्‌या मस्ती …

मैं हूं तेरी दीवानी मेरे सनम
तू है मेरी कहानी मेरे सनम
मैने तुझे ही सोचा तेरी कसम
मैने तुझे ही चाहा तेरी कसम
दिल में मेरे ओ हो
अरमां तेरे ओ हो
तेरे जैसा ना होगा कहीं ना कहीं ना
हइया हू क्‌या मस्ती …

haiyā hū haiyā hū
haiyā hū k‌yā mastī k‌yā jādū
maiṅ aur tū k‌yā mastī k‌yā jādū
roz kahāṅ hotī haiṅ dilbar aisī mulākāteṅ
āṇkhoṅ āṇkhoṅ meṅ kar leṅ āo dil kī bāteṅ
haiyā hū k‌yā mastī k‌yā jādū k‌yā jādū
āpkī sārī bāteṅ ajab sī haiṅ
bhūrī bhūrī āṇkheṅ gazab kī haiṅ
āpke jaisā chehrā yahāṅ kahāṅ
gesū hasīṅ sunahrā yahāṅ kahāṅ
tū albelā o ho
mast akelā o ho
tere jaisā koī hai kahīṅ nā kahīṅ nā
hāṅ haiyā hū k‌yā mastī …

k‌yā hai merā fasānā suno suno
ṭūṭā hai dil dīvānā suno suno
maiṅ ye bāt batāūṅ kise bhalā
dard-e-jigar dikhāūṅ kise bhalā
in zakhmoṅ ko o ho
un lamhoṅ ko o ho
yād kareṅge ham to ab kabhī nā kabhī nā
ai haiyā hū k‌yā mastī …

maiṅ hūṅ terī dīvānī mere sanam
tū hai merī kahānī mere sanam
maine tujhe hī sochā terī kasam
maine tujhe hī chāhā terī kasam
dil meṅ mere o ho
armāṅ tere o ho
tere jaisā nā hogā kahīṅ nā kahīṅ nā
haiyā hū k‌yā mastī …