Hai duniyaa useekee jamaanaa useekaa

है दुनिया उसीकी जमाना उसीका
Year
Language

है दुनिया उसीकी ज़माना उसीका
मोहब्बत में जो हो गया हो किसीका

लूटा जो मुसाफिर, दिल के सफ़र में
है जन्नत ये दुनिया उसकी नजर में
उसी ने है लूटा मजा जिन्दगी का

है सजदे के काबिल हर वो दीवाना
के जो बन गया है तसवीर-ए-जाना
करो एहतराम उसकी दीवानगी का

बरबाद होना जिसकी अदा हो
दर्द-ए-मोहब्बत जिसकी दवाँ हो
सताएगा क्या गम उसे जिन्दगी का

hai duniyā usīkī zamānā usīkā
mohabbat meṅ jo ho gayā ho kisīkā

lūṭā jo musāphir, dil ke safar meṅ
hai jannat ye duniyā uskī najar meṅ
usī ne hai lūṭā majā jindgī kā

hai sajde ke kābil har vo dīvānā
ke jo ban gayā hai tasvīr-e-jānā
karo ehatrām uskī dīvāngī kā

barbād honā jiskī adā ho
dard-e-mohabbat jiskī davāṇ ho
satāegā kyā gam use jindgī kā