Hai deshee dhun videshee taal poorab pashchim kaa sangam

है देशी धुन विदेशी ताल पूरब पश्चिम का संगम्
Work
Year
Language

क: है देशी धुन
कु: विदेशी ताल
क: पूरब पश्चिम का संगम
कु: वाह वा हुआ है कमाल
दो: देशी धुन …

क: ( धिन ता ना ना -2
कु: हाय रब्बा -2 ) -2
क: मेरी power मेरी अदा कोई match करे तो मानूँ
कु: लड़की को cheque दिल का दे बैठा वो cash करे तो जानूँ
क: I love you. you love me.
कु: खुल के romance करें
क: देशी धुन …

कु: प्यार को मेरे yes कर दो तो तुमको कर लूँ बस में
क: कच्ची उम्र में तेरी हो के रह जाऊँगी घुट के
कु: कब तक तितली बन के उड़ोगी
क: खेड़ण दे दिन चार
कु: देशी धुन …

अपने देश में बात दिलों की कह ना पाता खुल के
जो हो इजाज़त मैं मर जाऊँ नाम तुम्हारा लेके
चुसकी है यारों हमने लगाई हम भी करेंगे हल्ला हो
दो: देशी धुन …

ka: hai deśhī dhun
ku: videśhī tāl
ka: pūrab paśhchim kā saṅgam
ku: vāh vā huā hai kamāl
do: deśhī dhun …

ka: ( dhin tā nā nā -2
ku: hāy rabbā -2 ) -2
ka: merī power merī adā koī match kare to mānūṇ
ku: laṛkī ko cheque dil kā de baiṭhā vo cash kare to jānūṇ
ka: I love you. you love me.
ku: khul ke romance kareṅ
ka: deśhī dhun …

ku: pyār ko mere yes kar do to tumko kar lūṇ bas meṅ
ka: kachchī umr meṅ terī ho ke rah jāūṇgī ghuṭ ke
ku: kab tak titlī ban ke uṛogī
ka: kheṛaṇ de din chār
ku: deśhī dhun …

apne deśh meṅ bāt diloṅ kī kah nā pātā khul ke
jo ho ijāzat maiṅ mar jāūṇ nām tumhārā leke
chuskī hai yāroṅ hamne lagāī ham bhī kareṅge hallā ho
do: deśhī dhun …