Hai deevaanaa baraa ... churaao na dil

है दीवाना बड़ा ... चुराओ न दिल्
Work
Year
Language

ये हवा चलती है तो बहुत सर्दी लगती है
मैं आग जलाने की कोशिश करता हूँ
लकड़ियाँ गीली हैं
आज तो मैं पानी में भी आग लगा सकता हूँ
मुझे बाहों में ले लो खुद-ब-खुद आग लग जाएगी
नहीं
देखो मुझे तड़पाओगे ना तो मैं तुम्हें
क्‌या
मैं मैं तुम्हें इन दाँतों से काट खाऊंगी और तुम्हारा दिल

हे हे हे हे हा हा हा हा
करूं क्‌या दिल तो माने ना
है दीवाना बड़ा इसे बेकरारी न दो
होश में आए ना इसे वो खुमारी न दो
मैने बरसों से इसको सीने में छुपा के रखा
बेखबर है ये ये तो जाने ना प्यार होता है क्‌या
चुराओ न दिल चुराओ न दिल
है दीवाना बड़ा …
चुराओ न दिल हा हा चुराओ न दिल

एह्सास ना जाने कैसा जगे
देखूं तुझे तन पिघलने लगे
आलम जिसे छू के बेताब है
मेरी मोहब्बत में वो आग है
क्‌यूं जलाते हो ऐसे मौसम में दर्द समझो ज़रा
बहके अरमां हैं प्यासी धड़कन है मैं करूं भी तो क्‌या
चुराओ न दिल चुराओ न दिल

तेरी खता है ना मेरा कुसूर
ये सब तो है आशिक़ी का सुरूर
बाहों में मुझको बिखर जाने दे
हद से भी आगे गुज़र जाने दे
तेरी आँखों ने मेरी आँखों से जाने क्‌या कह दिया
ना संभलने दे एक पल को भी है ये कैसा नशा
चुराओ न दिल चुराओ न दिल्

ye havā chaltī hai to bahut sardī lagtī hai
maiṅ āg jalāne kī kośhiśh kartā hūṇ
lakaṛiyāṇ gīlī haiṅ
āj to maiṅ pānī meṅ bhī āg lagā saktā hūṇ
mujhe bāhoṅ meṅ le lo khud-ba-khud āg lag jāegī
nahīṅ
dekho mujhe taṛpāoge nā to maiṅ tumheṅ
k‌yā
maiṅ maiṅ tumheṅ in dāṇtoṅ se kāṭ khāūṅgī aur tumhārā dil

he he he he hā hā hā hā
karūṅ k‌yā dil to māne nā
hai dīvānā baṛā ise bekrārī na do
hośh meṅ āe nā ise vo khumārī na do
maine barsoṅ se isko sīne meṅ chhupā ke rakhā
bekhabar hai ye ye to jāne nā pyār hotā hai k‌yā
churāo na dil churāo na dil
hai dīvānā baṛā …
churāo na dil hā hā churāo na dil

ehsās nā jāne kaisā jage
dekhūṅ tujhe tan pighalne lage
ālam jise chhū ke betāb hai
merī mohabbat meṅ vo āg hai
k‌yūṅ jalāte ho aise mausam meṅ dard samjho zarā
bahke armāṅ haiṅ pyāsī dhaṛkan hai maiṅ karūṅ bhī to k‌yā
churāo na dil churāo na dil

terī khatā hai nā merā kusūr
ye sab to hai āśhiqī kā surūr
bāhoṅ meṅ mujhko bikhar jāne de
had se bhī āge guzar jāne de
terī āṇkhoṅ ne merī āṇkhoṅ se jāne k‌yā kah diyā
nā saṅbhalne de ek pal ko bhī hai ye kaisā naśhā
churāo na dil churāo na dil