Had se zyaadaa aatee hai mujhko meree jaan teree yaad

हद से ज़्यादा आती है मुझको मेरी जां तेरी याद्
Work
Year
Language

हद से ज़्यादा आती है मुझको मेरी जां तेरी याद
इक तेरे आने से पहले इक तेरे जाने के बाद
हद से ज़्यादा …

जब भी आए कोई आहट यूं लगे तुम आ गए
क्‌या बताऊं कैसे तुम यादों पे मेरी छा गए
ओ मैं दिलासा देके अपने प्यार को समझाती हूँ
तुम चले जाओगे ऐसा सोच के घबराती हूँ
हद से ज़्यादा …

जागती हूँ ले के करवट अब तो सारी रात मैं
सोचती हूँ हर घड़ी बस अब तो तेरी बात मैं
इस हवा पे अपने दिल का हाल लिख के भेजता हूँ
किस तरह बेचैन हो के तेरा रस्ता देखता हूँ
हद से ज़्यादा …

had se zyādā ātī hai mujhko merī jāṅ terī yād
ik tere āne se pahle ik tere jāne ke bād
had se zyādā …

jab bhī āe koī āhaṭ yūṅ lage tum ā gae
k‌yā batāūṅ kaise tum yādoṅ pe merī chhā gae
o maiṅ dilāsā deke apne pyār ko samjhātī hūṇ
tum chale jāoge aisā soch ke ghabrātī hūṇ
had se zyādā …

jāgtī hūṇ le ke karavaṭ ab to sārī rāt maiṅ
sochtī hūṇ har ghaṛī bas ab to terī bāt maiṅ
is havā pe apne dil kā hāl likh ke bhejtā hūṇ
kis tarah bechain ho ke terā rastā dekhtā hūṇ
had se zyādā …