Haay soniye ... o too raat kharee thee chhat pe nee main samjhaa

हाय सोनिये ... ओ तू रात खड़ी थी छत पे नी मैं समझा
Year
Language

र: हाय सोनिये हीरिये-हीरिये हाय रे हाय
उ: ओए सोनिया ओए सोनिया होए रांझिया रांझिया रांझिया
को: ओए शाबा ओए शाबा नी कुड़िये पहाड़ दिये
ओए शाबा ओए शाबा वे मुंडिया शहर दिया

र: ओ तू रात खड़ी थी छत पे नी मैं समझा के चाँद निकला
को: होय तू रात खड़ी …
उ: बुरा हो तेरा तुझे देख के कोठे से मेरा पैर फिसला
को: बुरा हो तेरा …

र: ( कट जाए ना मेरी ज़िन्दगी ) -2 होए तेरी कल परसों में
को: कट जाए ना …
उ: ( कल परसों में बात नहीं बनती ) -2 बनती है जा के बरसों में
को: कल परसों में …

र: ( तेरे पाँव में नहीं घुँघरू ) -2 होती है छम-छम कैसे
को: तेरे पाँव में …
उ: ( ये तो राज़ की बातें हैं ) -2 बता दें तुझे हम कैसे
को: ये तो राज़ …

र: ( तेरी ज़ुल्फ़ जो बिखरी तो ) -2 लेके बीन सपेरे आ गए
को: तेरी ज़ुल्फ़ जो …
उ: ( मेरी ज़ुल्फ़ है नागिन तो ) -2 बुरे दिन बस तेरे आ गए
को: मेरी ज़ुल्फ़ है …

र: चल चलिए नी मुटियारे बैसाखी वाले मेले में
को: चल चलिए नी …
उ: ( मेले का तो बहाना है ) -2 तू मुझे छेड़ेगा अकेले में
को: मेले का तो …

ra: hāy soniye hīriye-hīriye hāy re hāy
u: oe soniyā oe soniyā hoe rāṅjhiyā rāṅjhiyā rāṅjhiyā
ko: oe śhābā oe śhābā nī kuṛiye pahāṛ diye
oe śhābā oe śhābā ve muṅḍiyā śhahar diyā

ra: o tū rāt khaṛī thī chhat pe nī maiṅ samjhā ke chāṇd niklā
ko: hoy tū rāt khaṛī …
u: burā ho terā tujhe dekh ke koṭhe se merā pair phislā
ko: burā ho terā …

ra: ( kaṭ jāe nā merī zindgī ) -2 hoe terī kal parsoṅ meṅ
ko: kaṭ jāe nā …
u: ( kal parsoṅ meṅ bāt nahīṅ bantī ) -2 bantī hai jā ke barsoṅ meṅ
ko: kal parsoṅ meṅ …

ra: ( tere pāṇv meṅ nahīṅ ghuṇghrū ) -2 hotī hai chham-chham kaise
ko: tere pāṇv meṅ …
u: ( ye to rāz kī bāteṅ haiṅ ) -2 batā deṅ tujhe ham kaise
ko: ye to rāz …

ra: ( terī zulf jo bikhrī to ) -2 leke bīn sapere ā gae
ko: terī zulf jo …
u: ( merī zulf hai nāgin to ) -2 bure din bas tere ā gae
ko: merī zulf hai …

ra: chal chalie nī muṭiyāre baisākhī vāle mele meṅ
ko: chal chalie nī …
u: ( mele kā to bahānā hai ) -2 tū mujhe chheṛegā akele meṅ
ko: mele kā to …