हाय समां है सुहाना उफ़ मौसम दीवाना सनम्
हाय समां है सुहाना उफ़ मौसम दीवाना सनम
हाय यूं रूठकर हमसे ना दूर जाना सनम
आओ खो जाएं कि खो न जाएं जवानी के पल
आओ समा जाओ मुझमें एक हो जाएं हम
जान-ए-जां don't break my heart तुम्हें कसम
जाने भी दो अभी मेरी जां मान लो
तुम्हीं पे दिल मेरा है क़ुर्बान लो
तुम्हारे बिन कहीं जीना मुझे नहीं
जानां ये जान लो या मेरी जान लो
हाय समां है …
इन्हीं अदाओं पे ये दिल आ गया
इन्हीं निगाहों में ये दिल खो चुका
ये मेरा दिल कभी न तुम तोड़ना
के मेरा दिल सनम तुम्हारा हो चुका
समां है …
जानां समा जाओ मुझमें तुम्हें मेरे दिल की कसम्
hāy samāṅ hai suhānā uf mausam dīvānā sanam
hāy yūṅ rūṭhkar hamse nā dūr jānā sanam
āo kho jāeṅ ki kho na jāeṅ javānī ke pal
āo samā jāo mujhmeṅ ek ho jāeṅ ham
jān-e-jāṅ don't break my heart tumheṅ kasam
jāne bhī do abhī merī jāṅ mān lo
tumhīṅ pe dil merā hai qurbān lo
tumhāre bin kahīṅ jīnā mujhe nahīṅ
jānāṅ ye jān lo yā merī jān lo
hāy samāṅ hai …
inhīṅ adāoṅ pe ye dil ā gayā
inhīṅ nigāhoṅ meṅ ye dil kho chukā
ye merā dil kabhī na tum toṛnā
ke merā dil sanam tumhārā ho chukā
samāṅ hai …
jānāṅ samā jāo mujhmeṅ tumheṅ mere dil kī kasam