Haay re na maaro

हाय रे न मारो
Year
Language

हाय रे न मारो
हाय रे न मारो बेबस हूँ मैं
बेबस की लाज से हाय खेलना अच्छा नहीं ज़ालिमा
हाय रे न मारो
मारो न रे मारो न रे …

थाम रहा है मेरी कलाई
पर ये मुझको बता रे, हाँ हाँ
मेरी जगह तेरी कोई बहन होती
क्‌या तेरी पापी यही लगन होती

- नाच्!

हाय रे न मारो …

क़ाबू तेरे आऊँगी नहीं
चाहे मार भी डाले, हाँ, हाँ
मेरे पीछे अंधा किस क़दर है तू
आदमी नहीं रे जानवर है तू

- गा!

हाय रे न मारो …

hāy re na māro
hāy re na māro bebas hūṇ maiṅ
bebas kī lāj se hāy khelnā achchhā nahīṅ zālimā
hāy re na māro
māro na re māro na re …

thām rahā hai merī kalāī
par ye mujhko batā re, hāṇ hāṇ
merī jagah terī koī bahan hotī
k‌yā terī pāpī yahī lagan hotī

- nāch!

hāy re na māro …

qābū tere āūṇgī nahīṅ
chāhe mār bhī ḍāle, hāṇ, hāṇ
mere pīchhe aṅdhā kis qadar hai tū
ādmī nahīṅ re jānavar hai tū

- gā!

hāy re na māro …