Haay re insaan kee majbooriyaan

हाय रे इन्सान की मजबूरियाँ
Work
Year
Language

हाय रे इन्सान की मजबूरियाँ -2
पास रह कर भी हैं कितनी ( दूरियाँ ) -2
हाय रे इन्सान की …

कुछ अँधेरे में नज़र आता नहीं
कोई तारा राह दिखलाता नहीं
जाने उम्मीदों की मंज़िल है कहाँ -2
हाय रे इन्सान की …

शमा के अंजाम की किसको ख़बर
ख़त्म होगी या जलेगी रात भर
जाने ये शोला बनेगी या धुआँ -2
हाय रे इन्सान की …

hāy re insān kī majbūriyāṇ -2
pās rah kar bhī haiṅ kitnī ( dūriyāṇ ) -2
hāy re insān kī …

kuchh aṇdhere meṅ nazar ātā nahīṅ
koī tārā rāh dikhlātā nahīṅ
jāne ummīdoṅ kī maṅzil hai kahāṇ -2
hāy re insān kī …

śhamā ke aṅjām kī kisko khabar
khatm hogī yā jalegī rāt bhar
jāne ye śholā banegī yā dhuāṇ -2
hāy re insān kī …